Privacy

Beginning in April, 2009 Google will begin tracking user activity via a cookie. This cookie will then determine what ads might be most appropriate for you, based on your interests. People who frequently visit ESPN.com and CNNSI.com, for example, will see sports-related ads. The logic is that you will be more interested in these ads than you might be in ads that are simply related to the content of the blog.

For more information, or to opt out, go to Google Privacy Center. There is a blue "opt out" button in the upper right corner.

If you opt out, you will continue to see ads, but they will be related to the content of the blog - something that does not require a cookie.

We use third-party advertising companies to serve ads when you visit our website. These companies may use information (not including your name, address, email address, or telephone number) about your visits to this and other websites in order to provide advertisements about goods and services of interest to you. If you would like more information about this practice and to know your choices about not having this information used by these companies, Click here Google Privacy Center.

Monday, April 20, 2009

Tum Se Kiya Kahein Jaanaa
















Zindagi k meyley mein
,,khowahishon k reley mein


Tum sey kiya kahein jana,,is qadar jhameley mein


Waqt ki ravani hai,,bakht ki girani hai


Sakht bezamini hai,,sakht laamakani hai


Hijr k samandar mein


Takht aur takhtey ki
eik he kahani hai


Tum ko jo sunani hai


Baat go zara si hai


Baat umer bhar ki hai


Umer bhar kii baatein kab do ghari mein hoti hain


dard k samandar mein


Ungenat jazeerein hein,beyshumaar moti hain


Aankh k jazerey mein tum ne jo sajaayaa thaa


Baat us diye ki hai


Baat us giley ki hai


Jo lahuu ki Khilvat mein chor ban k aataa hai


Lafz k fasilon par
---Tuut tuut jaata hai


Zindagi se lambi hai
baat rat_jage ki hai


Raaste mein kaisey milein
baat takhliye ki hai


Takhliye ki baaton mein
guftaguu izaafi hai


Piyaar karane waalon ko
eik nigaah kaafi hai


Ho sake to sun jaao eik din akeley mein


Tum se kiya kahein jaanaa


is qadar jhameley mein. . .

0 comments:

MY DIARY on Facebook

My Blog List

Template by: Free Blog Templates