Privacy

Beginning in April, 2009 Google will begin tracking user activity via a cookie. This cookie will then determine what ads might be most appropriate for you, based on your interests. People who frequently visit ESPN.com and CNNSI.com, for example, will see sports-related ads. The logic is that you will be more interested in these ads than you might be in ads that are simply related to the content of the blog.

For more information, or to opt out, go to Google Privacy Center. There is a blue "opt out" button in the upper right corner.

If you opt out, you will continue to see ads, but they will be related to the content of the blog - something that does not require a cookie.

We use third-party advertising companies to serve ads when you visit our website. These companies may use information (not including your name, address, email address, or telephone number) about your visits to this and other websites in order to provide advertisements about goods and services of interest to you. If you would like more information about this practice and to know your choices about not having this information used by these companies, Click here Google Privacy Center.

Friday, August 28, 2009

Maybe Today...


Maybe today...
you'll look at me the way you did yesterday,

when all my faults were set aside,

and for once, i felt perfect.



Maybe today...

my cheeks wont hurt

from the amount of smiles

you place on my face.



Maybe today...

i'll think straight and pull myself together.

think of all the times you hurt me

and the amount of tearless pain.



But today...

insted of pulling out and moving on...
i fell for you all over again.

Wednesday, August 26, 2009

GHAZAL


Woh dil ka bura,na beywafa tha
Bas mujh say yun he bicharr giya

Lafzon ki hadon say mawra tha
Ab kis say kahon woh shakhs kiya tha?

Woh meri ghazal ka aaena tha
Her shakhs ye baat janta tha

Her simt usi ka tazkira tha

Her dil mein woh jaisay bas raha tha

Main uski "ana" ka aasra tha

Woh mujh say kabhi na rothta tha

Main dhoop k ban mein jal raha tha

Woh saya-e-aber ban giya tha

Aik baar bicharr k jab mila tha

Woh mujh say lipat k ro para tha

Main banjh ruton ka aashna tha

Woh mosam-e-gul ka zaiqa tha

Kiya kuch na usay kaha giya tha?

Us ney to labon ko c liya tha

Woh chand ka humsafar tha shayed

Raaton ko tamaam jagta tha

Honton mein gulon ki narm khushbo

Batoon mein to shehed gholta tha

Kehney ko juda tha mujh say kekin

Woh meri ragon mein gunjta tha

Us ney jo kaha,kiya wo dil ney
Inkaar ka kis mein hosla tha

Yun dil mein thi yaad us ki jaisay

Masjid mein chiragh jal raha tha

Mat pucho hijaab k qareeney

Woh mujh say bhi kam he khul saka tha

Us din mera dil bhi tha pareshan

Woh bhi merey dil say kuch khafa tha

Main bhi tha dra hoa sa lekin

Rang us ka bhi kuch urra urra tha
Aik khouf sa hijar ki ruton ka

Dono pey muheit ho chala tha

Aik rah say main bhi tha gu.rezan

Aik morr pey woh bhi ruk giya tha

Aik pal mein jhapak gae jo aankhien
Manzer he nazar mein dosra tha


Socha to they.her gaey zamaney

Daikha to woh dor jachuka tha

Qadmon say zameen sirak gae thi

Suraj ka bhi rang sanwla tha

Chaltey howey loog ruk gaey they

They.ra howa sheher ghumta tha

Sehmey howey pairr kanptey they

Paton mein hiraas rengta tha

Rakhta tha main jis mein khuwab apney

Wo kanch ka ghar chatakh giya tha


Hum dono ka dukh tha aik jaisa

Ehsaas magar juda juda tha

Kal shab woh mila tha doston ko

Kehtey hein udaas lag raha tha


Mohsin yeh ghazal he keh rahi hai

Shayed tera dil dukha howa tha...

FRIENDS



We need friends for many reason,
all throught the four seasons.
We need friends to comfort us when we are sad,
and to have fun with us when we are glad.
We need friends to give us good advice,
we need someone we count on to treat us nice.
We need friends because we are social in nature,
and having friends make us feel secure.
We need friends to remember us once we have passed,
Sharing memories that will always last.
That's why I need You!
Friendship does not need everyday conversation,
does not always need togetherness.
As long as the relationship is kept in the heart,
True friends never go apart.

"Kahein Lay Chal Sanwal"


Mujhay or kahein lay chal sanwal!!

Jahan nafrat dil mein bas na sakay
Jahan koe kisi ko das na sakay
Jahan koe kisi pay hans na sakay
Jahan koe bhi ganjal kas na sakay
Mujhay or kahein lay chal sanwal!!

Jahan hath phaylen der bhi na hon
Jahan roog kisi k ghar bhi na hon
Jahan azadi k dar bhi na hon
Jahan tootay phootay per bhi na hon
Mujhay or kahein lay chal sanwal!!

Jahan dard kisi ko raas na ho
jahan koe malool,udaas na ho
Jahan zulmat ki bou,baas na ho
Jahan tou bhi ziada paas na ho
Mujhay or kahein lay chal sanwal!!

Tuesday, August 25, 2009

A Red, Red Rose


O my Luve's like a red, red rose
That's newly sprung in June;
O my Luve's like the melodie
That's sweetly played in tune.

As fair art thou, my bonnie lass,
So deep in luve am I;
And I will luve thee still, my dear,
Till a' the seas gang dry:

Till a' the seas gang dry, my dear,
And the rocks melt wi' the sun;
I will luve thee still, my dear,
While the sands o' life shall run.

And fare thee weel, my only Luve,
And fare thee weel awhile!
And I will come again, my Luve,
Tho' it ware ten thousand mile.

Monday, August 24, 2009

shaam k baad

Tu nay daikha hai kabhi eik nazar shaam k baad
Kitnay chup-chaap say lagtay hain shajar shaam k baad

Itnay chup-chaap k rastay bhi rahen gay laa-ilm
Chor jaen gay kisi roz nagar shaam k baad

Main nay aisay he gunah teri judai mein kiye
Jaisay tufaan mein koi chor day ghar shaam k baad

Shaam say pehlay wo mast apni adaon mein raha
Jis k hathon mein thay Totay huey par shaam k baad

Raat biti to ginay aablay aur phir socha
Kaun tha bais-e-aaghaz-e-safar shaam k baad

Tou hai suraj tujhay malum kahan raat ka dukh
Tou kisi roz meray ghar mein utar shaam k baad

Laut aaye na kisi roz wo aawara mijaaz
khol rakhtay hain isi aas pay dar shaam k baad

"DUAA"



Lab pay aati hai duaa ban k tamanna meri
Zindagi shamma ki surat ho Khudaya meri

Dur duniya ka meray dam andhera no jaye
Har jagah meray chamaknay say ujala ho jaye

Ho meray dam say yuon he meray watan ki zinat
Jis tarah phuul say hoti hai chaman ki zinat

Zindagi ho meri parwaanay ki surat yaa.Rab
Ilm ki shamma say ho mujh ko mohabbat yaa.Rab

Ho mera kaam Garibon ki himayat karana
Dard-mandon say zaifon se mohabbat karna

Meray Allah burai say bachana mujh ko
Nek jo raah ho us raah pay chalana mujh ko
MY DIARY on Facebook

My Blog List

Template by: Free Blog Templates